Home › Courier repair
Pakistan bhar courier

Phone bhejein, repair ho kar wapas.

Shehar se bahar hain ya dukaan tak nahi aa sakte? Neeche form bharein — hum aap ko WhatsApp par TCS courier ki poori tafseel (kahan bhejna, packing, charges) bhej denge. Phone pohnchte hi repair, phir wapsi.

Booking form

* wali cheezein zaroori hain. Submit karte hi WhatsApp khul jayega bhari hui tafseel ke saath.

Kaise chalta hai

1
Form + WhatsApp
Tafseel bharein; hum booking ID + TCS ka tareeqa bhejte hain.
2
Phone courier karein
Diye gaye pate par TCS se bhej dein (packing tips bhi milenge).
3
Repair + update
Pohnchte hi check, quote confirm, phir kaam. Status track bhi.
4
Wapsi
Theek ho kar aap ke pate par wapas — COD ya advance.

Bharosa

Sirf jaiz repair. IMEI/EFS identity partitions write-locked. Device sirf maalik ki ijazat se. Charges aur wapsi WhatsApp par pehle confirm.